kahin to hogi wo duniya jahan tu mere saath hai..
jahan mein jahan tu aur jahan bas tere mere jazbaat hai..
hogi jahan subah meri, palakon ki kirano mein
lori jahan chaaand ki sune teri baahon mein....
jaane na kahan wo duniya hai
jaane na wo hai bhi ya nahi
jahan meri zindagi mujhse itni khafa nahi..
No comments:
Post a Comment